Coke Studio
Coke Studio Season 11 | Balaghal Ula Be Kamalihi | Abida Parveen
Pakistani music television series Coke Studio features live studio music performance by various artists.
Coke Studio Season 11 | Balaghal Ula Be Kamalihi | Abida Parveen
Coke Studio Pakistan season 11
Languages: Urdu, Pushto, Turkish, Punjabi, Sindhi, Persian, English
Created by: Rohail hyatt
Producers: Rohail hyatt, Strings, Ali Hamza, Zohaib kazi
- Started in June 2008.
- Originating from Brazilian show Estúdio Coca-Cola.
- Show produced by Coca-Cola company and Strings band.
Coke Studio Season 11
Artist: Abida Parveen
Genres: R&B/Soul
Album: Balaghal Ula Be Kamalihi
Release date: 2018
Song Name: Balaghal Ula Be Kamalihi
Artists: Abida Parveen
Watch Below
Artists: Abida Parveen
Balaghal Ula Be Kamalihi lyrics
Ji Mola, Mola. O jevay Mola, Mola, Allah. ‘Faz Kuruni’ ki hori banaoon. ‘Az kurkum’ main piya ko rijhaoon. Apnay sohnay kay main bal hari jaaon. Aisay piya kay main bal bal jaaon. Kaisa piya subhaan Allah. Subhan Allah. Ya Mohammad’un (s.a.w) Sayyed’ul konain – konain. Ya Mohammad’un (s.a.w). Balaghal-ula be-kamal-e-hi. Kashafad-duja be-jamaal-e-hi. Hasanat jamee’u khisaal-e-hi. Sallu alae-hi wa aal-e-hi.
Kashafad-duja be-jamaal-e-hi. Hasunat jamee’u khisaal-e-hi. Sallu alae-hi wa aal-e-hi. Jo shab-e-wisaal main Mustafa. Chalay ji main thaan kay arsh ki. Tau zameen say arsh-e-bareen talak. Hui husn-e-paak ki roshni. Hazar khoobiye dil bari. Woh bahar gulshan-e-sarmadi. Woh sawar apnay Burraq par. Gaye jaisay bijli chamak gai. Balaghal-ula be-kamal-e-hi. Balaghal-ula be-kamal-e-hi. Kashafad-duja be-jamaal-e-hi. Hasunat jamee’u khisaal-e-hi. Hasunat jamee’u khisaal-e-hi. Sallu alae-hi wa aal-e-hi. Ya Mohammad’un (s.a.w) Sayyed’ul konain – konain. Ya Mohammad’un (s.a.w). Jahan Aap Aap (s.a.w) pay ho fida.
Balaghal Ula Be Kamalihi Lyrics
Wahan kahiye kaam tui ka kia. Wahan zikr wasl-o-firaq kia. Kay jahan na ho koi doosra. Wahan aap aap (s.a.w) say wasl tha. Wahan aap aap (s.a.w) say tha juda. Bajuz is kay aur kahoon main kia. Kay noor noor say ja mila. Kay noor noor say ja mila. Balaghal ula b kamal hei. Kashafad-duja be-jamaal-e-hi. Hasanat jamee’u khisaal-e-hi. Sallu alae-hi wa aal-e-hi. Woh nigah, nigah-e-ishq-o-masti main. Wohi awwal wohi akhir, Wohi Quraan wohi Furqan, Wohi Yaseen wohi Taha.
Balaghal ula be kamalihi. Kashafad-duja be-jamaal-e-hi. Hasanat jamee’u khisaal-e-hi. Sallu alae-hi wa aal-e-hi. Balagal ula bi-kamal-e-hi. Ya Mohammad’un (s.a.w) Sayyed’ul konain – konain. Ya Mohammad’un (s.a.w). Mola, Mola ya Salli wassalim daiman. Daiman mola daiman mola daiman. Daiman abadan ala habi bika khairil khalqi kullihimi. Mola, Mola. Ya Mohammad’un (s.a.w) Sayyed’ul konain – konain. Ya Mohammad’un (S.A.W).
0 Comments